How to download any website for Offline Viewing Using HTTracks 2017 method

Hello friends kesy ho ap sb,Techinfo blog men phr se khushamdeed. Ye post aapke liye bahut faydemand ho sakti hai kyonki is post me aap janenge ki kaise aap apni favorite website ko use kar sakte hai bo bhi bina kisi internet connection ke.Is post me men apko bataunga ki kaise aap kisi bhi perticular website ko pury ka pura download kar sakte ho jisse ap use offline access kar sake apne pc par.So is trick ka use krke ap without internet connection ke site ko access kar paoge. Is task ko pura karne ke liye men apko aaj ek aise software ka use karna sikhaunga jiska naam hai HTTrack .Ye ek best copier software hai jo kisi bhi webiste ke pure ke pure data ko copy kar leta hai aur aapko us website ko offline use karne ka feature deta hai. To ab is software ko kaise use kiya jaye, uske liye apko neeche diye gaye step by step process ko shi se follow karna hoga. Follow These all Steps To Download A Website For Offline Viewing Using HTTracks: Step:1) Sabse pehle to apko HTT...