How to unlock lock apps in android mobile without password & pattern


Friends ye tricks mujse bahut se logo ne pucha hai “Locked apps ko unlock  kaise kiya jata hai”. Sabhi android phone me app locker use karte hai. Aur whatsapp, gallery, messenger etc apps me lock laga kar rakhte hai. Mujhe pata hai ap me se bahut se logo ne aisa kiya hoga.

aap kisi friend, girlfriend/boyfriend ke mobile ko use kar rahe hai. Aur unke whatsapp, facebook, gallery app me password laga hua hai to use tod sakte hai. Kisi bhi app me lage huye password ko unlock karke usko use kar sakte hai.

Kisi bhi locked app ko unlock karne par apke friend ko pata bhi nahi chalega ki apne uska app unlock kiya hai. Bina friend ko pata chale aap unke message read kar sakte hai.

Bina kisi other apps, pc, phone ko root kiye bina kisi locked apps ko unlock karne ka trick jane.

Bina Password Ke Locked Apps Ko Unlock Kaise Karte Hai

  1. Friends ka android mobile hath me le.
  2. Phir mobile ke settings me jaye.
  3. Settings me jane ke baad application manager me enter kare.application-manager enter kare lock app unlock kare
  4. Application Manager me App Lock dhunde.locked app unlock kaise kare
  5. Phir app lock par click kare.
  6. Force Stop ka option hai uspar press kare.app locked unlock force stop
  7. Ab Menu ya Home button press kare.
  8. Android ke jis app me lock laga hua tha usko open kare.
  9. Locked app open ho jayega.

Friends locked app unlock karne ke liye apko sirf setting me jakar App lock ko force stop karna hai. Friend ke android mobile me koi bhi App Lock hai usko force stop karne se sabhi app unlock ho jayega. Aur kisi bhi app ko open karne ke liye apko password enter karne ki zarurat nahi hai.

Apko mera ye article kaisa laga. Agar apko android app ko unlock karne ka trick pasand hai to facebook par jarur share kare.or ager koi step krne men problem ho rhi h to AP comments kr k poch skte gain. Good bye

Comments

Popular posts from this blog

WP Schema Pro v1.1.8